Na to caaravaan ki talaash hai
Na to humsafar ki talaash hai
Mere shauq-e-khaana kharaab ko teri rehguzar ki talaash hai
Kyonki,
Yeh Ishq Ishq Hai Ishq Ishq Yeh Ishq Ishq Hai Ishq Ishq